Question : - Maine
Youtube ke madhyam se Google Adsense ke liye apply kiya tha aur mujhe approval
bhi mil gaya hai.Mera earning bhi accha ho raha hai.Lekin jab main apne Blogger
blog ko apne Adsense account se
associate karna chahta hu to nahi ho raha hai.Main ab kya karu?
Answer by Abhishek
Anand : - Dekhiye dost,sabse pehle aap
yeh jaan lijiye ki apka blogger blog kam se kam 6 month old hona chahiye uske
baad hi aap apne Adsense account ko blogger blog se associate kar sakte
hai.Dusri baat yeh hai ki apke blog me 30-50 unique articles hone chahiye jo
kahi se bhi copy/paste nahi hone chahiye.
Sath hi aap apne blog website per aise
post kare jo logo ke liye beneficial ho.Apke website per ek accha traffic hona
bahut jaruri hai Adsense approval ke liye.Kabhi kabhi Adsense blogger blog se
associate ho jaata hai lekin usper jab aap ads code placed karte hai to Ads
show hone me thora time lagta hai aisa isliye hota hai kyuki uss samay apka
blog review process me hota hai.Review pass karne ke baad hi apke website ya
blog per Google ads show hona start hota hai.-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
No comments:
Post a Comment