Waise reason jo yeh bataate hai ki aapka site Google adsense ke liye fit ya suitable nahi hai.

Waise reason jo yeh bataate hai ki aapka site Google adsense ke liye fit ya suitable nahi hai.  Google ke pass Aisa filter hai jiske dwara yeh jaan paata hai ki Advertiser ke ads galat aur offensive site per show naa ho sake.for example – negative sites, non-family safe sites or potentially offensive sites. Agar Google yeh detect kar leta hai ki aapka site bhi aise category me hai yaa phir yeh jaan leta hai ki Advertiser aise sites per apna ads nahi rakhna chahte hai to Google waiste sites ke content ko sensitive category me daal deta hai.

Agar aapke sites ke sath bhi aisa kuch hota hai to Google system yeh try karta hai ki aapke site ke content ke according hi uske uper ads deliver kiya jaaye. For example : - Agar aapke website per “car accident” se related koi article hai to Google aapke website per “driving safely” se related ads deliver karega naa ki “car sales” se related. Agar Google system Aapke site ke content according Ads deliver nahi kar paata hai to waise condition me system aapke site per Ad serving ko disable kar deta hai.



Hame yeh khyaal rakhna chahiye ki hum aapne site per aise content rakhe taaki uske according ads hamare website per appear ho sake.Agar hum jyada sensitive ya offensive site content rakhege to Google waise Ads hamaare website per deliever nahi kar paayega aur ho sakta hai ki hamaare site pe ad serving disable ho jaaye. 

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : my site not suitable for adsense, reason that my site not suitable for adsense, adsense for my site not suitable,google adsense hindi tutorial,google adsense hindi training in India,my site not for adsense,my site problem not suitable for adsense

No comments:

Post a Comment