Website per other ad network ke sath Google adsense ko use karna.

Website per other ad network ke sath Google adsense ko user karna.Dear friends, bahut saare log yeh sawaal poochte hai ki kya main Google Adsense ads ke sath-sath dusre Ad network ke ads bhi apne website per show kar sakta hu?Iska jawab hai haan. Lekin aapko kuch khaas guideline ko follow karna parat hai agar aap Google ads ke sath-sath dusre ad network ke ads ko apne website per use karte hai to.

Agar apka ad network already aapke page per Google ads show kar raha hai to bhi aap Adsense ke liye application fill-up kar sakte hai aur Adsense ads ko apne website per laga sakte hai.Adsense ad placement policy ke according aap jyada se jyada 3 standard ad unit ko apne website per laga sakte hai.



Yaad rakhiye dusre jo bhi ad network ads ko aap apne website per show kar rahe hai uske contractual issue ka dhyaan rakhna aapka responsibility hai.

-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : adsense with other ad network, how to use adsense with other network, can i user adsense ads with other ad network ads, my adsense ads on my website with other ad network ads,adsense other network ads guideline, guideline for using adsense ads with other ad network ads, google adsense hindi tutoria,google adsense hindi training

No comments:

Post a Comment