Dosto, Adsense mobile application ke help se aap apne
adsense account ka saara up-to-date information apne mobile per dekh sakte
ho.Adsense mobile application me aap apne estimated earning ko dekh sakte
ho.Sath hi Iske dwara aap top performance waale ad units, sites aur custom
channels aur URl channels ko bhi dekh sakte ho.
Iske sath hi Adsense mobile application aapko automatically
alert send karta hai jab bhi aapke adsense account me red bar notification aata
hai.Lekin presently aap mobile per aap red bar notification per action nahi le
sakte hai.Action lene ke liye aapko computer se hi login karna parta hai.
Abhi Adsense ka mobile application bilcul naya develop kiya
hai aur future me aur bhi bahut saari functionality isme add kiya jaayega.
Adsense mobile application ko install karna : -
Adsense mobile application Android aur IOS dono ke liye
available hai
a) Android – Android version Adsense mobile application aap
Google play store se download kar sakte hai.
b) IOS - IOS version
adsense mobile application aap Apple app store se download kar sakte hai.
Yaad rakhiye Adsense mobile application ko use karne ke liye
aapke pass approved Adsense account hona jaruri hai.
-----------
ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE
ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE
ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE
LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE
APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE
tag : about google adsense mobile application,full information about google adsense mobile application,video tutorial about google adsense mobile applicaiton, how to work adsense mobile application,how adsense mobile application work,Adsense mobile application work principal, benefit of Adsense mobile application,demerit of Adsense mobile application,
No comments:
Post a Comment